Fastest Way To Find Long Tail High Paying Google Adsense CPC Keywords|High CPC( Cost per Click) Keywords Kaise Find Kare Full Guide in Urdu.
Hello Dosto
mara naam hai Shahid Malik. Aap log kaise haian main umeed karta hn ap sab log
theak honge. To dosto chalte haian apne
topic per aj humara topic bahut hi important hai. Kyn k agr ap ek youtuber hai
ya blogger ya website hai to ap ko yeh bat lazmi jana chahiye kynk ap tab hi
online paise kama sakte haian jab ap k pass ek High CPC (Cost per Click) Keywords
ko find karne ki knowledge ho.agr ap CPC kiya hai is k bare main
jana chahte haian to ap yeh post lazmi parhe .
To dost
ap samajh gay honge k main kise k bare main bat kar rah hn agr nahi samajhe to
main ap ko bata deta hn k High CPC Keyword Woh keyword hota hai jis
video ya article main ap jo keyword use karte haian to usi tarh ap ki video ya
article main ad show hota hai.
Agr ap high CPC Keyword use karte
haian to ap ko zada earning hoti hai agr ap Low CPC Keyword use karte haian to ap ko kam Earning hoti
hai. Ab ap log soch rahe honge ap ko
kaise pata vhale ga k kaun sa keyword High CPC hai aur kaun sa Keyword
CPC LOW hai. To Dosto main ap ko aj ek aise tool k bare main batane wala hn
k ap us ko kaise istemal kar k ap zada
sy zada earning kar sakte ho main ap ko do (2) methods batane wala hn jo
k dono hi bilkul free haian. First
method hai Google AdWords keyword Tool is say bhi ap High CPC Keywords
find kar sakte haian agr ap Google AdWords keyword Tool ke bare main
jana chahte haian to ap youtube per bahut sari videos mil jayege ap youtube sy
sikh sakte haian aur ap ko is website per jane k laia Gmail account ID or
Password sy login karna ho ga jab ap Google AdWords main login
ho jay to ap main menu main Tools k Option per Click kar k Keyword
planner click kare aur keywords inter kar de to ap ko Google AdWords search
volume.show kare ga aur us ka CPC rate bhi show kare ga ap
is tool bhi use kar sakte haian.
Google
AdWords keyword Tool- Keyword Planner ki official website per jane k liye Click Here.
2nd method
Google Chrome ya Mozilla Firefox ki Extension hai. Jis keyword
Tool ka naam hai Everywhere keyword
Tool. Yeh bahut hi acha keyword Tool hai is k bare main ap ko main details
say bataunga woh bhi step by step ap in
steps ko follow kare ge to to ap is tool ko istemal karna lazmi sikh jaye ge. Ap
ko samajhne k liye main kuch srceenshots bhi dunga jis say ap ko madat milegi.
Keyword
Everywhere Tool official website per
jane k laia Click Here.
Sab sy phely ap ko Google Chrome browser main jana hai aur ap ko Right side per Three Dot dekhega per click karna hai us k bad ap ko more tool per Click karna hai us k bad ap ko setting per click karna jab setting ka page open ho jay ga to Right side per Extension ka option show ho jay ga ap is per click kar k chrome web store per chalye jaye gay ap wahan search bar main keyword everywhere tool search kar k add extension kar lay.
Add
karne k bad ek new tab open ho jaye ge
aur ap ko us main apni Email ID dalne ya add karni hai kynk is extension ko
active karne k liye key ki zarurat
hoge jis ka naam API KEYS haian ap ko Email add karne k bad ap ko send button
per click karna to ap ko Email per API KEY
send kar de jaye ge.
Ab
aap ko apna Email ID open karni hai aur jab ap ki email id open ho jay
ge to ap ko new API KEYS naam sy email mile hai us per click karna hai
jab email open ho jay to email per Under line kiya hua hai us API Key ko
copy kar lena hai.
Key
ko copy karne k bad ap ko apne Chrome browser k Right side( K) symbol dekhe
ga ap ko simply us per click karna hai. Tab ek chota sa box open ho jayga ap ko
us main Upload setting per click karna hai.
Jab
ap upload setting open ho jay to ap k samne ek form open ho jay to sab sy upar
ap ko ek box dekha ga jise main API
key likha hoga ap ne us main apni API Keys enter kar k right side pe Validate per ap ne click
karna hai to ap ki keys validated ho jay ge aur ap k Account Active ho
jay ga.
Us
k bad ap apne Chrome browser k Right side( K ) symbol per click karna
hai jab woh chota sa box open ho jay ga to us main ap ek cheez Bulk Uploaded
keyword per ap ne click karna hai.
Bulk Uploaded keyword per click karna k bad ap ko ek page open ho jay
ga us n ain ap sy pocha jaye ga k ap apne keyword enter karo keywords
enter karne k bad Get Search Volume and CPC per click karna hai.
Get Search Volume and CPC per click karna k bad ap k samne keywords ka
result show ho jsye ga ap ab diced karo k ap ne High CPC Keywords choose
karna hai nahi to dosra keyword find kar sakte haian.a
To
dost aj ki post main bas itma hi milte haian apni next post main tab tak apna
khayal rakhe aur khus rahe. Agr ap ko humara blogs passand aia hai ya nahi
comment box main zaroor comment kare aur humari blogger ko zaroor visit kare
kynk ap ko yahan kuch na kuch naya sikhne ko zaroor mila ga. Thanks for
visiting our
website:Technical Entertainment World
website:Technical Entertainment World