Meta Tags kia haian aur Hum Meta Tags Description ka use apne Blog main kyn karte haian- Full Guide in Urdu 2018
Hello dosto
ap log kaise haian main umeed karta hoon ap sab log theak honge to aaj humhara
topic kia hai to chalte haian apna topic ki traf aj ka topic hai Meta tags lia
haian main ap lo is k bare main full guide karne wala hon woh bhi Urdu main agr
ap sikhna chahte haian to humhare sath bana rahe to suru karte haian aj ko
topic.
Meta Tags
kia hai:- dosto main
aap ko bata du k meta tags HTML coding ko kahte haian yeh HTML par bahut tarah
k tags hoty haian jise k bare main aap main sy bahut sy log nahi janty haian
agr kuch logon ko pata bhi hai to tora sa kynk main ap logon ko bata dun k kuch
HTML meta tags search engines ko istmal karte haian aur kuch meta tags search
engines ko istmal nahi karte hai mara kahne k matlab hargaz yeh nahi hai k meta
tags ki koi importance nahi hai main ap lo bata rah hoon k meta tags bahut hi
important hai agr ap ek blogger haian ya ap bloging k bare main soch rah haian
to ap lazmi Meta Tags Description apni website ya blog main istmal kare aur agr
ap meta tags Description apni website ya blog use karte hai to yeh bahut hi ache
hoti aur ap ki website ko rank karwane main madat karti hai
Meta Tags Description apne aap main website k page ko
describe kar sakta hai or yeh Google ya kisi other search engines ko pats chal
jata hai k ap ki website kis cheez sy related hai aur yahan per kia kam hota
hai For Example agr ap ki website Fashion yah Tips and tricks k hawly sy hai
aur koi google search engine main search kare fashion trends ko to search
engine fashion say related jatni websites woh search results main show kar dy
ga jis ki wajah sy blog main zada say zada visitors punch sakte hai aur ap ki website ya
blog per zada traffic aa jati main ak screen shot niche de data hon jis say ap
ko pata chal jay k meta tags description kia hoti hai.
Meta Tags Language Type:-
Meta tags urdu ya English k blog k laia alag alag nahi hoty
haian bul k dono k meta tags same hoty hai. Ap urdu main bhi meta tags likh
sakte haian per agr ap urdu meta tags ko English main tranlate kar k likha to
bahter ho ga.
Blog ka SEO kaise karte haian yeh bhi parhe:-
Meta Tags
Description- Meta
Tags description ko ap apni website ya blog k har page ki post per lazmi lagye
aisa karna sy ak to aap ko profit hoga aur dosra jsb google search engine main
koi kisi topic ko search kare ga aur agr ap ko post us topic sy related hai to
google us visitor k samne ap la kar show kare ga jise ak to ap ki website per
traffic baregi dosra ap ko is traffic say earning bhi hogi for example <meta
name=" description" content=" Technical Entertainment
World">
To dosto ap
ki samjh main aa ge hoge k meta tags kia haian aur hum meta tags description
kyn use karte haian.
To dosto aj ki
is post main bas itna hi milty haian next kise ache topic k sath tab tak apna
khyal rakhe aur khus rah aur agr ap ko mari post achi lag rahe hon to ap kych
samjh nahi aia to zaroir comments kare thanks for visiting our website.