Google Adsense Tool CPM,CPC,CTR,CPA Kiya hai? Yeh kam kaise Or kiya karta hai Full Guide in Urdu 2019
To dosto ap log kaise haian
main umeed karta hn ap log theak honge to dosto aaj ka humara topic most
important hai kynk main aj sabhi ko batane wala hn google Adsense k kuch basic tools k bare main ahr ap ek youtuber
haian ya blogger ya website hai to ap jante honge k Google
Adsense kiya hai. Tochalte haian aj k topic pe ho hai google Adsense Tool k
bare main jo k haian CPMuCPM(Cost per Thousand), CPC (Cost per Click), CTR(Cost
through Rate), CPA( Cost per Action).
CPM-Cost Per Thousand
Google Adsense main phely sab
sy primary tool hai. CPM yani cost per Thousand of impressions haian.CPM 1000
impressions per ad k kimat(price) decide karta hai aur yeh (advertisers)har bar
website per show hone wale ads ki payment karta data hai . Yeh ap lo 1000/per
impressions k hasib sy apko payment karta hai. CPM-Cost per
1000/impressions.
CPC-Cost Per Click
Google Adsense k is tool ki
bhi ap achi knowledge honi zaroori hai CPC main bhi advertisers k
ads ap ki websites ya blogger per dekha jate hai agr koi visitors us ad per agr
click karte hai to advertisers us click k badle main publisher ko kuch payment zaroor
karti hai. Cost per click yani koi visitor search engine main agr koi keyword
search karta hai to us keyword ki success rate ko dekh kar hi ap ko payment ki jati
hai. CPC-aapki website ya blogger show hone waly ads per Click k zarye diya
jana wala paise.
CTR-Click Through Rate
CPA ek Parkar sy lagat(cost) ko dekhata hai lekin yeh CPM
aur CPC sy bilkul alag hai kynk yeh koi online method nahi hai. Yeh
ap ko ads k bare main bahut hi achi information de sakta hai. Yeh woh Paisa jo
ap ki website ya blog per show hone wale kisi ads per click karne k bad visitors us advertisers
ki website sy koi cheez purchase karta hai to ap ko is ka acha paise mil jata
hai.
To dosto main umeed karta hn
k ap ko samajh as ga hoga k CPM,CPC,CTR aur CPA kiya hai aur yeh
kiya kam karte haian.
To dosto agr ap ko samajh
nahi ia hai ya koi problem hsi to ap comment box main comment kar sakte haian n
ain ap k sawalon k jawab zaroor dunga agr ap ki koi feed back hai to ap comment box main zaroor comment karte to us
kami ko pura kiya jay. Main umeed karta hn ap ko yeh post paasand ia hoge milte
haian apni next post main tab tak apna khayal rakhe aur khus rahe take care
your self. Tanks for visiting our website.