-->

Friday, December 21, 2018

Website Par Quality Dofollow Backlinks Kaise Banaye [Best Tips And Tricks 2018]

Website Par Quality Dofollow Backlinks Kaise Banaye [Best Tips And Tricks 2018]


Hello dosto aaj hum jis topic pe bat karne walay haian who hai k aap website k Dofollow kise kam ata haian aur dofollow backlinks kise banaty main aaj is article main aap ko bataunga k aap apni Website ko Google main kaise rank kara sakte haian agr ap apna blog website se earning karna chahte haian to ap ko apne post ko Google main rank karvana bahut zaroori hai  aur Google main woh hi post ranks karta hai jis post ki directory google sumbit hoti hai to chalye sikh late haian k hum kaise submit kar  sakte hai yeh sab sari jankri ko aap log acche sy parna hoga,
Sab sy phely main ap ko bata dane chahta hoon k koi bhi post google main rank karne k laia uski Directry ko aap ko submit karvana parta hai agr aap submint nahi karte haian to aapki post rank nai karti hai toh hum log kis kis tarh sy submit karva sakte haian  submit kaise karenge yeh sub baatein hum log aage chal kar jante haian toh sub sy phely humhe directory ko submit karna parta hai post ko directry main submit  karne k laia ap ko ek website main jana parhe gay jiska  link main de deta hoon aap directly uske upar click kar k us website par ja kar directry submit kar sakte hai Click Here.  

How To submint directry

Websit per jana k bad ap ko kuch cheezon k zaroorat ho ge.


  1.    Regular link select karna hoga ap ko.
  2.     Title main wahan keyword Likhna hai Post say Related.
  3.    Wahan Ap who Url de dy jis post ko aap Google main ranking karvani hai us post ka url Add kar dy.
  4.     Description Main aap post sy kam sy kam 40 sy 50 words lazmi likhe.
  5.     Meta keywords main wohi likhna hain jo post sy Related ho likhe For Example :(  post Title SEO Index Kaise kare, One page SEO Kaise kare,how to create quality backlinks  is tarh k meta keywords ap ko likhne hai I hope k aap sab ko samajh aa ge ho ge aur sab acche sy samajh kar likhna hai ap keywords tools bhi use kar sakte haian.
  6. .    Meta Description main Wohi hi Likhna hai jo ap Meta keywords main likha hai who hi rahe ga.
  7.     Ab aap ne apna Naam Likhna hai.
  8.     Apna Email ID Likhna hai ap ne.
  9. .    Most important Cheez hai category Chose karna zaroori hai ap ne who hi category chose kare jise sy related ap ki post ho aisa na ho k post ka topic entertainment ho ap ne technology chose kia hai yeh sab sy zaroori category main post sy related search kare.
  10.    Recipocal Link URL ko khali chor dena hai.
  11.  Ab Last main ap IAGREE par Click Yah Mark kare aur Continue par click kar ke submit karde.


Submt karne ke bad aap ka Blog successfully submit ho jay ga , aap ke blog ke liye Quality  dofollow backlink create ho jayega, jise say aap ko nahut profit hone wala hai ap ka post rank bhi kare ga Google, Bing,Yahoo etc search engine main aap k vistor apki post ko search karenge to aap ki blog show ho jay ge , blog/website per traffic banahne k liye amazing methods main ne ap ko batya hai  main ap ko suggestion hai k ap ak bar zaroor try kare.


To dosto aaj k laia itna hi milte haian aglay post main tab tak apna khayal rakhe aur khus rah thanks for visting my blog.     
NEXT ARTICLE Next Post
PREVIOUS ARTICLE Previous Post
NEXT ARTICLE Next Post
PREVIOUS ARTICLE Previous Post
 

Delivered by FeedBurner