Post ko index kare 1 mint main Google search Engine main kaise laye full guide in Urdu 2018
You Also read about A New Way To Make Money from Adsense
Hello dosto aap kaise haian main umeed karta hun k ap log
acheche honge aj humara topic hai k aap apne kisi bhi post ko 1 mint main
Google Search Engine main kaise lao gay aap agr sikhna chate ho to humare sath
bane rahe to chalye dosto suru karte haian aaj ka topic.
Apne post Google search Engine lana to koi asan kam nahi par aap Google search Engine main
bahut hi asani se la sakte ho.Mainne jo aap upar Kaha ki apne post Google search Engine
lana koi asan Kam nshi hai mera kahne ka matleb yeh nai hai k ap Google search Engine chhor kar alternative Search Engines ke main
bat kar raha hu aap main Bata du ke agar aap ka post sab se alag ho to ye jaldi Index ho jata hai par abhi ke date koi bhi Topic nahi bachi hai jo Google pahle se index na ho ya alternative Search
Engines bas yahi karan hai ke aap ko apne post ko index karwane me paresani hoti
hai main aap ko Bata du ke jaise Yahoo,Bing or Ask
aap ke post Search me anal me Kam se Kam 3-4 din lag jate hai to bas yahi karan
hai ke aap ka post ka jo topic hai wo pahle se bahut sare Blogger ne dal k
Rakhi hai.
Ha agar aap Ka post distinctive, Latest or us main SEO
achche se kiya gaya holmium to ye aap Ka post 1-2 Hours index ho jayega Kahne
Ka matlab hai ki ap ka post Google search Engine rank karne lagega.
To dosto aap samjh gay honge ke humara post Google search
Engine main rank kyn nahi karta hai is laia to ab main aap ko batata hu ke hum apne post ko 1mind kaise Google search Engine rank ya kahe
to Index karwa sakte hai aap bas humare sath sath steps ko follow karte rahe ap
ki post bhi rank ho jay ge.
Post ko Index kaise Kare
1 mint agar aap apne post kot Google Search Engine main rank
Karwana hai to ap ko Google ka hi free Product hai Google Search Console ya is
ko aap Google webmaster Tool bhi kah sakte ho aap ko Google webmaster Tool ke
web site par jana hoga aap yahan se ja sakte hai Click
Here. Jab aap is wesite par chale jaoge to aap ko sabse pahle is main Account banana parega accout banana ke liye
aap ko apne gmail id or watchword se Sgin up Karna hoga jab aap is main account
bana loge to aap ko apne Blog ka URL ko Add karna hoga us ke bad aap ko apne Blog
ke liye sitemap bana kar us main submit karna hoga jab aap ye sab pura kar loge
to samjho aap apne jitney post ko caho ek din hi index karwa sakte ho Google search Engine par
to chalye main aap ko Bata deta hu aap ko age ka method main aap ne age kiya karna hai.
You Also Read AD NOW SE PAISE KAISE KAMATE HAI – FULL DETAIL
Jab aap Search Console knockout open Karoge to aap ke samne bahut sara choice dikh jaye ga par aap koagar apna post index Karana hai to aap ko sab se phely Crawl Par Click Karna hga or us ke bad aap ko bahut sara choice dikhega bas aap ko 6 Numer par jo hai Fetch as Google us ke upar Click karna hai to aap dekhenge ki aap ke samne Fetch as Google ka page open hogaya hai or aap ko jis post ko index karwana hai aap us post ka URL dal de or FETCH ke button par click kar de or aap ka index method begin ho jayega main ne ek Screenshot niche diya hai aap ise dekh sakte hai.
Fetch par click Karne ke bad aap ko ek naya page dekhe ga
jis main ab aap ka URL index hogaya hai par abhi aap ko bola jaraha hai ki Request Index
par Click karna hai jaisa ki main niche screenshot diya hai aap dekhlo.
Request Index par click Karne ke bad aap ko ek popup window
open ho jayega or us per ek Capcha dikhega or aap ko i not a robot par click
karna hai or uske niche aap ko Crawl only this URL ko choose karna hai or niche
ok par click kar dena hai bas hogaya aap ka post google main index ho ga hai.
To dosto ap samajh gaye hoge k kis tar hap apne post ko Google
search Engine main index kara sakte haian. Han To dosto agr Crawl only this Url na ho rah hot to aap crawl this Url and its direct links say bhi kar sakte ho.
To dosto aap k laia is post main bas itna hi hai milte haian
next post main tab tak apna khayal rakhe khus rahe or aap sabhi se guzrish hai
k apgar ap ko humari post passand i hai ya aap koi help chiye to please comment
box main comment zaroor kare ta k mujhe
bhi pata chaly k ap ko mari post kise lag reh haian aur aap ko iss say koi Help bhi mill reh hai k
nai thanks