Backlinks kia hai Quality backlinks kaise bante haian|Types of backlinks? - Backlinks kitni types k hoty haian steps by steps in urdu full Guide 2018.
Hello dosto ap log kaise haian main umeed karta hoon k ap sab log theak ho gay. Aj hum log jis topic pe bat kare gay woh bahut zaroori hai k ap logon k lais bahut lazmi hai k ap ko pata ho aj is post main aap ko bataunga k backlinks k bare main backlinks kiya hoty haian aur backlinks kiya kam karte haian aur aap apni website k laia kiss trah quality backlinks generate kar sakte haian aur ap apni website ya blog k laia quality backlinks banana chahte haian to ap is post ko zaroor parhe(deeply read) to chalye main aap ko batata hoon k backlinks kia hory haian.
Backlinks ka matlab kia hai aur kam kaise karte haian
Backlinks ka matlab hai k ap ki website
ya blog ka koi page kise aur website se link hota hai usse backlinks kahte
haian. Agr aap ki website ya blog main traffic nahi hona ki wajah (reason) say
ap ki website ya blog per kam views atay haian to is ki wajah ap ki website per
backlinks na hona hai. Agr ap apne kisi page ka web link kisi popular website
per comments k zarya post karte haian aur us website ka owner ap k page ko passand
karta hai aur ap k comments ko approve kardata hai to woh link jo apne us
website per comments k zarya dala hai woh us website per rank karta hai aur us
website k visitors ap ki website ya blog per ja sakte hai is k zarya ap ki
website per traffic aa jata hai aur ap ka ak dofollow ya nofollow backlink bana
jata hai apni website k laia backlinks bana bahut zaroori hoty haian aur ap ki
apni website per traffic lane main madat karta hai jis sy ap ki post aur
website ya blog Google main
rank karti hai aur ap ki website per ache sy kam karti haian aur ap ko zada
earning hoti hai.
Types of Backlinks?- Backlinks kitne tarh k hoty haian step by step
Juice Link:- Jab koi website aap k kisi bhi article ya aap ki website k homepage kolunk karte hai to woh link aap k website ko juice pass karta hai yeh ap ki website ko ya articles ko ranking main help ya madat kart hai aur ap ki domain authority ko bhi sudharne main madat karta hai ek blog main ap nofollow tag istmal (use) kar k link juice ko pass hone sy rok sakte haian.
Do-follow
Link:-By default woh sabhi links jo
aap blog post main add karte haian woh do-follow links hoty haian aur yeh link
juice pass karte haian.
No-Follow
Link:-Jab koi website kisi dosre
website ko link karti hai per us link k pass no follow tag lag hota hai to
website link juice pass nahi karti hai aur kisi website ya us k page ki ranking
k laian no follow links usefull main hoty haian kynk woh website ya page ki
ranking main ko bhi contribution nahi karty haian. For example ek webmaster
mofollow tag tab karta hai jab woh kisi unreliable website say link out karta
hai jaise k agr aap dosre k website ya blog per comments k zarya sy links karte
holekin agr ap apni website per srif dofollow links generate karte rahe to
google crawl teh samjhe jay gay k aap spem kar rah haian aur ap k website ya
blog ko block kar dy ga ap speming sy bachne k laia ap no-follow link bhi
generate kar sakte haian.
Linking
Root Domain:- Jab ap ki website per kisi unique domain day kitne Backlinks as rah haian ya us
ko refer kar rah haian even k koi website aap ki website say 10 times link karti
hai to pher use ak linked root domain consider kiya jata hai.
Internals
Links:- woh links jo same domain ya
website k andar ek p age say dosra page sy link karte hn to unhe internal links
kahte haian aur is process ko internal linking kaha jata hai for example ap ne
koi post likhe hai aur us sy related koi post ap ne phely sy website ya blog
per share ki hui hai to ap us ka link apni is post main dal daty hai to us bhi
internal linking kaha jata hai
Low Quality
Backlinks Links:- Low
Quality Backlinks Links woh backlinks haian jo harvested sites, automated
sites, spam sites even porn sites say aate haian .yeh backlinks ap ki website
ya blog ko bahut nuskan pahuchate haianyeh ek wajah hai k ap ko Backlinks kharidte
waqt ap ko dyhan rakhe hoga kynk is ki wajah sy google ap k website ko block
bhi kar sakta hai.
Anchor
Text:- woh text jise hyperlink k laia use
kia jay usy Achor text kaha jata hai . Anchor text backlinks tab ache sy kam j
arte haian jab ap ak particular keyword ko ranking k laia tey kar rah ho.
High
Quality Backlinks kaise banaye:-
Ab main ap ko kuch ady free main backlinks generate karne ki
websites bata data hoon tak k ap ki bhi kuch madat ho jay.
1. OLD SEO TOOL
1. OLD SEO TOOL
2. REAL-Backlinks
3. Free Backlinks Builder
4. BACKLINKR
5. SMALL SEO TOOL
6. MASSPINGS
7. SOLID SEO TOOL
8. SEO UNITY
9. AUTO BACKLINK BUILDER
10. HAWKWEB TOOLS
To dosto aaj ki is post main
bas itna hi milta haian next post main kisi aur informative topic k sath tab
tak apna khyal rakhe aur khus rah agr ap ko is post sy related ko bhi sawal hai
yah ko cheez samjh nahi aa hai to aap comment box likh kar pouch sakte haian
thanks for visiting our website.